SAMAJH - VERY FUNNY URDU/HINDI JOKE

France k saabiq sadar Paris mein tajreedi art ki aik numaesh daikhnay gaye.
.
.
.
Unn se daryaft kiya gaya: "Tajreedi art k baaray mein aap k ta'asuraat kya hein?"
.
.
.
Saabiq sadar ne jawab diya: "Apni taveel zindagi mein sirf yeh samajh saka hoon k har shay ko samajhna zuroori nahi."