SABAR - VERY VERY FUNNY URDU JOKES

Aik maa mahir-e-nafsiyaat se boli: "Professor sahb! Main apnay betay k haathon sakht preshan hoon. Woh matti k laddu bana bana kar khata hai."
.
.
.
Professor: "Fikar mat karein maa ji! Zara barra ho janay per yeh aadat khatam ho jaye gi. Sabar krein."
,
,
,
Maa: "Main to sabar kar loon gi, magar iss ki biwi ro ro kar pagal ho rahi hai."