Aik French naujawan hamesha aik hi sharab khanay mein sharab piya karta tha.
.
.
.
Aur apnay sharab k jaam mein aik rass bhari zuroor dalwaya karta tha.
.
.
.
Shaadi ho janay per woh aik roz apni biwi ko bhi wahan lay gaya.
.
.
.
Waitress ne sharab ka jaam uss k samnay rakha to jaam mein rass bhari na dekh kar woh bola: "Aaj meri rass bhari kahan hai?"
.
.
.
Waitress ne jawab diya: "Janab! Woh yahan se naukri chhorr kar chali gaee hai."