MUSHKIL - HILARIOUS BOLLYWOOD HINDI JOKE

Bollywood ki aik actress ne apni saheli ko bataya: "Mera naya shohar har lehaz se mukammal hai. Woh na sharab peeta hai, na jua khailta hai aur na hi kisi larki ki taraf aankh utha kar daikhta hai."
.
.
.
Saheli boli: "O my god! Aisi surat mein tum ussay talaq kaisay do gi?"