Aik muqaddamy mein police k bayanat sunnay k baad judge ne mulzim k wakeel se kaha k agar
woh chahay to mulzim ko alag lay ja kar issay mazeed karwaee k silsilay mein munasib tareen
mashwara day sakta hai.
.
.
.
Yeh sunn kar wakeel mulzim k saath aik taraf ko chala gaya.
.
.
.
Chand lamhay k baad woh akaila wapas aaya to judge ne uss se poocha: "Mulzim kahan hai?"
.
.
.
Wakeel ne jawab diya: "Woh to bhaag gaya hai, main ussay munasib tareen mashwara yehi day sakta tha."