MAJBOOR - VERY FUNNY URDU JOKES

Aik sahb ka likha hua khail buri tarah flop ho gaya.
.
.
.
Inn se jab poocha gaya k inn ka khail kion nakam hua to unhon ne jawab diya: "Asal mein jiss theater mein yeh khail paish kiya gaya tha, uss ki tameer hi ghalat huee thi. Khail daikhnay walon ki kursiyon ka rukh stage ki taraf tha... Iss liye woh khail daikhnay aur phir ussay napasand karnay per majboor thay."