Aik sahb ke haan teen (3) naukar thay.
.
.
.
Aik ka nam 'Khara', doosray ka nam 'Baasi' aur teesray ka nam 'Mehnga' tha.
.
.
.
Aik dafa inn k haan aik mehmaan tashreef laye.
.
.
.
Sahb ne naukron se kaha k jaldi se khana tyyar karo, jab mehmaan khanay ki maiz per baithay to sahb ne kaha: "Khara! Pani lay aao."
.
.
.
Mehman ne kaha: "Nahi, nahi mujhay payas nahi lag rahi."
.
.
.
Thorri dair baad sahb ne kaha: "Baasi! Khana lay aao."
.
.
.
Mehman yeh sun kar maiz se uthay aur kehnay lagay: "Mujhay bhook nahi hai, main ghar ja raha hoon."
.
.
.
Phir sahb ne kaha: "Mehnga rickshaw lay aao."
.
.
.
Yeh suntay hi mehman rafu chakar ho gaye.