HISAAB KITAAB - HILARIOUS BUSINESS URDU JOKE

Aik boorhay tajir ne apnay betay se kaha: "Tum kitnay na-laeq ho. Jab main tumhari umar ka tha to main ne 50 rupay mahwar per aik donkandar k paas nokri ki thi aur 4 saal k arsa mein ussi dokan ka main khud malik ban gaya tha."
,
,
,
Betay ne kaha: "Uss waqt ki baat aur thi dady... Aaj kal har jagah baqaeda hisaab kitaab rakha jata hai."