Aik dopehar ko aik purani phateechar car new Dehli k aik restaurant k saamnay aa kar ruki.
.
.
.
Uss zang aalud car ki chhat ka kaprra taar taar tha aur engine se dhooein k badal uth rahay thay.
.
.
.
Car chalanay wala utar kar qareeb kharray huye aik aadmi se kehnay laga: "Bhai zara car ka dheyan rakhna. Main abhi telephone kar k wapas aaya.
.
.
.
Uss aadmi ne haami bhar li.
.
.
.
Jab car chalanay wala telephone kar k wapas aaya to uss aadmi ne dass (10) rupay talab kiye.
.
.
.
Car chalanay walay ne hairan ho kar kaha: "Dass (10) rupay? Yeh to srasar zyadti hai. Main ne to dass (10) minutes bhi nahi lagaye."
.
.
.
Uss admi ne jawab diya: "Janab main waqt ki baat nahi kar raha hoon. Main uss waqt-e-khiffat ka moawza talab kar raha hoon jo mujhay iss car k paas kharray rehnay se hee. Sab log yehi samajh rahay thay k yeh car meri hai."