BURRHAPAY KI MOUT - HUMOROUS URDU/HINDI JOKE

Badshah (maskharay se): "Tumhein mout ki saza sunaee jati hai. Albatta itni reya'at di jati hai k mout ka tareeqa tum khud tajveez kar lo?"
.
.
.
Maskhara (kuch soch kar): "Janab! Main burrhapay ki mout marna chahta hoon."