Aik school mein wazeer-e-taleem aanay walay thay.
.
.
.
Saara amla fikarmand tha.
,
,
,
Asatzah ne bachon ko sawalaat ki mashq karwa di.
.
.
.
Aik larkay ko sirf iss baat ki mashq karwaee gaee k jab wazeer-e-taleem poochein k tumhein kis ne banaya to jawab dena 'hamein allah ne banaya hai.'
,
,
,
Waqt-e-muqarrarah per wazeer-e-taleem tashreef laye to woh larka ghair hazir tha.
.
.
.
Unhon ne aatay hi class se sawal kiya: "Bhaee! Aap logon ko kis ne banaya hai?"
,
,
,
Poori class per khamoshi chaee rahi, wazeer-e-taleem ne yehi sawal jab dobara poocha to aik chhoti si bachi ne apni seat se uth kar kaha: "Sir! Jiss larkay ko allah ne banaya hai, woh aaj school nahi aaya."