VERY FUNNY URDU JOKES - MATRIC KI STUDENT

Aik naujawan larki matric mein parrh rahi thi keh uss ki shaadi ho gaee.
.
.
.
Shaadi k baad uss ne imtehan diya to woh sab mazmoonon mein fail ho gaee.
.
.
.
Uss ki saheli ne herat se poocha: "Nadia! Yeh tumhein kya ho gaya hai? Tum to har saal first aaya karti theen. Kya tumhara ghar per parrhnay ko dil nahi karta tha?"
.
.
.
Larki ne jawab diya: "Dil to bohat karta tha parrhnay ko, magar woh batti bujha diya kartay thay, phir bhala main andheray mein kaisay parrhti?"