Aik khatoon ne apnay shohar se kaha: "Aakhir tum ne apnay doston se yeh kion kaha keh tum ne
mujh se iss liye shaadi ki keh main behtareen khana paka sakti hoon, halaankeh tumhein achi
tarah pata hai keh main aik anda tak nahi ubaal sakti..."
.
.
.
Shohar ne jawab diya: "Bhaee unhein tum se shaadi karnay ka koi na koi jawaz to btana hi tha."
.
.
.
Shohar ne jawab diya: "Bhaee unhein tum se shaadi karnay ka koi na koi jawaz to btana hi tha."