Jameel (apnay dost se): "Main jis larki se shaadi karna chahta hoon meri walida ussay pasand
nahi karti hein."
.
.
.
Sultan: "Bhaee tum aisi larki talash karo jis ki shakal-o-surat aur aadaat tumhari walida jaisi hon.
,
,
,
Kuch arsay baad donon doston ki phir mulaqaat huee.
.
.
.
Jameel: "Main ne tumharay mashwaray per amal kar k aik larki talash ki jo bilkul meri walida jaisi thi, unhi ki tarah batein karti thi aur aadaat bhi waisi hi theen. Meri walida ko bohat pasand aaee hai lekin..."
,
,
,
Sultan: "Lekin kya?"
.
.
.
JameeL: "Meray walid sahb ussay pasand nahi kartay."