Musafir ne plate form per pohnch kar railway k aik mulazim se poocha: "Kya main Rawalpindi
janay wali gaarri pakarr sakta hoon?"
.
.
.
"Iss ka daromadaar to iss baat per hai keh aap kitna taiz dorr saktay hein, kion keh gaarri bees (20) minutes pehlay ja chuki hai." Railway mulazim ne saadgi se jawab diya.