Kisi faqeer ne aik aadmi se paisay maangay.
.
.
.
Uss aadmi ne kaha: "Main teen (3) baar apni daarrhi per haath maarta hoon. Jitnay baal meray haath mein aaein gay tumhein utnay hi rupay don ga."
.
.
.
Uss ne teen (3) baar haath maara magar koi baal haath nahi aaya.
.
.
.
Uss aadmi ne faqeer se kaha: "Tumhari qismat mein kuch bhi nahi hai."
.
.
.
Faqeer ne kaha: "Youn nahi huzoor! Daarrhi aap ki aur haath mera. Phir daikhiye meri qismat."