Aik gulookar har waqt apnay saath do (2) medal liye ghooma kartay thay.
.
.
.
Aik medal chhota aur aik barra.
.
.
.
Aik dafa unn k aik dost ne yeh khayal zahir kiya keh: "Ghalban chhota medal kisi halkay phulkay ganay ka muqabla jeetnay per aur barra medal koi classical muqabla jeetnay per mila hoga?"
.
.
.
Gulookar ne kaha: "Nahi, yeh baat nahi hai. Aik dafa gulookari ka bohat barra muqabla hua tha, chhota medal behtareen ganay per mila tha."
.
.
.
"Aur barra medal?" Dost ne poocha.
.
.
.
"Barra medal wohi gana band karnay per." Gulookar ne jawab diya.