FUNNY URDU JOKES - AMERICA K PRESIDENT

Aik kamra-e-jamat mein drawing ka period ho raha tha.
.
.
.
Ustad ne aik bachay ko jo drawing mein kamzor tha, dantay huye kaha: "George Washington tumhari hi umar mein barray achay musawwir thay aur tum?"
.
.
.
Bachay ne barjistagi se jawab detay huye kaha: "Sir! Suna hai keh George Washington aap ki umar mein America k president thay."