SHARARTEIN - REALLY FUNNY URDU JOKES

Baap: "Beta shararat buri cheez hai. Agar tum aik shararat karo gay to mera aik baal sufaid ho jaye ga."
,
,
,
Beta: "Iss ka matlab to yeh hua keh aap ne bohat zyada sharartein ki hein, tabhi to dada jaan ka sar bilkul sufaid ho gaya hai."