"Hameeda ko bhi wohi films pasand theen jo mujhay pasand theen, ussay bhi wohi khanay achay
lagtay thay jo mujhay achay lagtay thay, ussay bhi wohi ganay achay lagtay thay jo mujhay
achay lagtay thay, ussay bhi wohi kitaabein pasand theen jo mujhay pasand theen."
.
.
.
"Phir tumhari shaadi kion na ho saki?"
.
.
.
Jawab mila: "Darasal ham aik doosray ko pasand nahi kartay thay."
.
.
.
"Phir tumhari shaadi kion na ho saki?"
.
.
.
Jawab mila: "Darasal ham aik doosray ko pasand nahi kartay thay."