KHAR - VERY VERY FUNNY URDU JOKES

Aik munshi sahb jinn ka naam "Lala Khushi Raam" tha.
.
..
...
Kisi tehseel mein moharrar thay.
,
,,
,,,
Unn ko maloom hua keh angrezi khawnda afsar apnay dastakhat sirf do (2) huroof mein kiya kartay hein.
.
..
...
Iss liye unhein khayal aaya keh main bhi aaeynda apnay dastakhat urdu huroof mein kiya karon ga.
,
,,
,,,
Chunaancheh unhon ne apnay dastakhat rakh liye "Khar".
(Khar k maani gadha)