Aik roz Mulla bazar gaya to daikh k wahan barri taadad mein parinday bik rahay thay.
.
Aik aik parinday k qeemat paanch paanch so rupay parr rahi thi.
.
Mulla ne socha k meray paas jo parinda hai woh to inn se barra hai aur yaqeenan iss ki qeemat bhi zyada hogi.
.
Aglay roz woh apni murghi lay kar bazar pohnch gaya lekin koi bhi Mulla ko pachas (50) rupay bhi denay k liye taiyyar na hua.
.
Mulla ko bohat ghussa aaya aur woh cheekhnay laga: "Logo! Yeh kitni be-ghairti ki baat hai keh kal tum iss se kaee gunna chhotay parinday dass (10) gunna qeemat per khareed rahay thay."