FUNNY URDU JOKES - BOHAT BARRA TARBOOZ

Aik mareez ghabraya hua doctor k paas aaya aur bola: "Doctor sahb! Raat ko main ne khawb mein daikha k main ne aik bohat barra tarbooz khaya hai."
.
.
.
Doctor ne ussay tasalli detay huye kaha: "To iss mein preshani ki kya baat hai?"
,
,
,
Mareez ne foran kaha: "Janab! Preshani ki baat yeh hai k jab main subh so kar utha to bistar per mera takiya ghayeb tha."