PRESHANI KI BAAT - HUMOROUS GIRLS URDU JOKE

Aik kamray mein aik larka aur aik larki khamosh baithay thay.
.
.
.
Kuch dair baad larki ne jhanjhala kar kaha: "Tum mujhay preshan kar rahay ho."
.
.
.
Larkay ne ghabra kar jawab diya: "Lekin mohtarma main to aap ki taraf dekh bhi nahi raha hoon."
.
.
.
Larki ne kaha: "Haan! Yehi to preshani ki baat hai."