POSITIVE ATTITUDE - HILARIOUS MACHAR JOKES

"Positive attitude..."
.
.
.
1 machar urr kar kaheen ja raha tha.
Raastay mein zor ka toofan aa gaya.
.
.
.
Machar 1 motay se darakht se lipat gaya.
.
Toofan janay k baad machar apna paseena saaf kar k bola: "Agar aaj main na hota to yeh darakht urrh jata."