PAAN KI PEEK - VERY FUNNY FRIENDS HINDI JOKES

Do dost cinema mein film dekh rahay thay,
,
Agli kursi pe bethay huye dost ne peechay walay se poocha: "Yar main paan ki peek kahan thukoon?"
,
Jawab mila: "Aglay walay ki jaib mein."
,
Pehla dost: "Nahi yaar agar ussay pata chal gaya to?"
,
Peechay walay ne kaha: "Kya tujhay pata chala hai?"