Aik nurse ne apni colleague nurse se shikayat ki keh: "Tum ne uss se woh baat keh di hai jab
keh main ne tum se kaha tha k uss se mat kehna."
.
.
.
"Acha?" Uss ki colleague nurse afsos se boli: "Magar main ne uss se kaha tha k woh tumhein hargiz na bataye k main ne uss se yeh baat keh di hai."
,
,
,
"Oh!" Pehli nurse ne aah khainchi: "Theek hai, lekin ab tum ussay mat batana k main tum se shikayat kar rahi thi."