NAQLI DAANT - VERY FUNNY URDU/HINDI JOKE

Nani amman ne munnay ko samjhatay huye kaha: "Betay! Jab tumhein khansi aaya karay to munh k aagay haath rakh liya karo."
,
,
,
Munnay ne kaha: "Nani amman! Aap fikar na karein, meray daant aap ki tarah naqli nahi hein."