NAQLI DAANT - FUNNY GRANDMOTHER URDU JOKE

Nani amman ne munnay se kaha: "Betay jab tumhein khaansi aaya karay to munh k aagay haath rakh liya karo."
.
.
.
Munna bola: "Nani amman aap fikar na karein, meray daant aap ki tarah naqli nahi hein."