JAISAY TAISAY - VERY VERY FUNNY URDU JOKE

Aik larkay ne apni mehbooba se kaha: "Tumhein meri tankhaw ka pata to hai, kya shaadi k baad tum iss tankhaw mein guzara kar lo gi?"
.
.
.
Larki ne thorra sochtay huye kaha: "Main to chalo jaisay taisay guzara kar lon gi lekin tumhara guzara kaisay hoga?"