Aik larkay k walid ka janaza ja raha tha.
.
Woh larka saath saath zar-o-qatar rota ja raha tha: "Abba jaan! Aap to wahan ja rahay hein jahan na pani hai na khana, na roti hai na kaprra, na charaagh hai na roshni, na koi parrosi hai jiss ka kuch sahara ho, na qaleen hai na koi chaarpaee, na bistar hai na takiya..."
.
.
.
Aik aur larka bhi apnay walid k saath maiyat k saath saath ja raha tha.
.
Uss ne ye batein suneen to darrtay darrtay apnay walid se poocha: "Abba jaan! Kya ye maiyat ko hamaray ghar lay ja rahay hein?"