Jooton ki dukan ka salesman aik customer ko jooton ki aik khas jorri khareednay per aamadah karnay ki koshish kar raha tha.
.
.
.
"Lekin yeh mujhay bohat tang hein aur aagay se nokeelay bhi hein." Customer ne ehtijaj kiya.
.
.
.
"Iss saal aisay hi jooton ka fashion chal raha hai sir!" Salesman ne ratta rataya jumla dohraya.
.
.
.
"Lekin meray paon barson puranay fashion k hein." Customer ne ehtijaj kiya.