BADBUDAR - VERY VERY FUNNY URDU JOKES

Johnny: "Pinki wada karo k tum mujhay hamesha yaad rakho gi."
.
.
.
Pinki: "Tum wada na bhi letay to bhi main tumhein hamesha yaad rakhti."
.
.
.
Johnny: "Pinki tum kitni achi ho."
.
.
.
Pinki: "Yeh baat nahi hai, asal mein tumhara saans itna badbudar hai k tumhein koi bhi zindagi bhar nahi bhool sakta."