Aik mahir-e-nafsiyat ko aik taqreeb mein taqreer karnay k liye bulaya gaya.
.
Unnhon ne apni taqreer mein bewaqoof shakhs ki kuch nishaniyan bataeen aur phir bolay: "Abb aap logon mein se jo shakhs apnay aap ko bewaqoof samajhta ho, woh kharra ho jaye."
.
Lekin majma mein se koi bhi kharra nahi hua.
.
Yeh dekh kar chand lamhay towaqqaf k baad aik shakhs kharra ho gaya.
.
Mahir-e-nafsiyat ne poocha: "Han bhai kya tum iss liye kharray huye ho k tum apnay aap ko bewaqoof samajhtay ho?"
.
Ids shakhs ne jawab dyia: "Ji nahi, darasal aap akelay kharray achay nahi lagg rahay thay."