Guide ne tourists ko taareekhi imarat ka aik kamra dikhatay huye kaha: "Yeh kamra aik khaas ehmiyat ka hamil hai. Iss mein maharani khana pakatay huye beshosh ho gaee theen, aur issi kamray mein unn k intaqal ho gaya tha."
.
.
.
"Lekin chand dinn pehlay to tum ne yeh baat samnay walay kamray k baray mein kahi thi."Aik tourist ne hairat ka izhaar kartay huye kaha.
.
.
.
Guide sar ghuma kar bola: "Darasal woh kamra aaj band hai."