O KHANA KHARAB - HILARIOUS PATHAN SMS JOKE

Train chal parri,
,
2 pathan barri taizi se bhagtay huye aa rahay thay.
.
1 ne himmat ki aur taiz dorr kar train ko pakarnay mein kamyab ho gaya.
.
Logon ne tareef ki: "Wah Khan sahb, barri himmat hai aap ki, kahan jana hai aap ko?"
?
Pathan ghabra k bola: "O khana kharab ka bacha, jis ne jana tha, woh to neechay reh gaya, hum to uss ko chorrnay aaya tha.