TUITION SE CHUTTI - HUMOROUS JOKE

Aik sardar "Jammu Kashmir" mein rehta tha.

Wahan home tuitions parrhata tha.

Aik din bohat ziyada snowfall huee aur bahar nikalna bhi mushkil ho gaya.

Lakin sardar phir bhi students k ghar janay k liye bahar nikla.

Logon ne poocha: Sardar ji kahan ja rahay hein?

Sardar ji: Sabhi bachon ko batanay ja raha hoon k aaj tuition parrhanay nahi aa paun ga.

Related Jokes: