SARDAR KI MEHMAN NAWAZI - FUNNY JOKES

"SARDAR KI MEHMAN NAWAZI."

Sardar k ghar mehmaan aa gaye.

Sardar: Thanda peo ge ya garam?
Mehman: Thanda.
Sardar: Rooh Afza ya Pepsi?
Mehmaan: Pepsi.
Sardar: Bottle mein peo gay ya glass mein?
Mehmaan: Glass me.
Sardar: Saada glass mein ya design wala?
Mehmaan: Design wala.
Sardar: Lines wala ya flowers wala.
Mehman: Flowers wala.
Sardar: Gulaab wala ya chambeli wala.
Mehman: Chambeli wala.
Sardar: Sorry Yaar! Hamaray ghar mein aisa glass nahi hai.