SARDAR AUR PATHAN - HUMOROUS JOKES

Sardar aur phatan tent mein so raha thay.

Sardar: Tumhein kya nazar aa raha hai?

Phatan: Stars.

Sardar: Es ka kya matlab hua?

Phatan: Aaj badal nhi hein, Stars nazar aa rahay hein. Barish nahi hogi.

Sardar: U Stupid, hamara tent chori ho gaya hai.