Aik sikh shaer ne jo B.A pass tha, Ghalib k ash'aar ki tashreeh likhna shuru ki.
.
.
.
Jab yeh sher saamnay aaya "Maut ka aik din moaiyyen hai, neend kion raat bhar nahi aati."
,
,
,
To sikh shaer ne uss ki tashreeh kuch iss tarah ki: "Ghalib kehta hai k maut jab bhi aaye gi din k waqt hi aaye gi, phir raat ko neend kion nahi aati hai?"