ZEHMAT - VERY VERY FUNNY URDU JOKES

Baap ne betay ka khatt parrh kar jawab mein likha: "Mujhay yeh jaan kar barri khushi huee hai k tum ne iss saal k jumla akhrajaat ko guzishta saal mein hi adjust kar liya hai, lehaza tum aglay saal tak mujhay preshan karnay ki zehmat na karna."