TERA PEYO - HILARIOUS SARDAR PUNJABI JOKES

Aik zoo mein aik tota 3 zubanein bol sakta tha.
.
1). English.
2). Urdu.
3). Punjabi.
.
Aik din aik sardar ji ne test karnay k liye totay se poocha: "Who are you?"
.
Tota bola: "I am parrot."
.
Sardar ji: "Tum kaun ho?"
.
Tota: "Main tota hoon."
.
Sardar ji: "Oye tu kaun ein?"
.
Tota: "Tera peyo, saaleya tenu ekk wari samajh nahi aandi? Main tota waan."