MERI BIWI - HILARIOUS BIWI JOKES

Pehlay woh meri girlfriend thi, main bolta tha woh sunti thi.
.
.
.
Phir woh meri mangetar bani, woh bolti thi main sunta tha.
.
.
.
Jab se woh meri biwi bani hai, hum dono boltay hein aur poora mohalla sunta hai.