Aik khan sahb aur sardar ji aapas mein bohat achay dost thay.
.
.
.
Khan sahb ne sardar ji se poocha: "Sardar ji aap jahaz mein safar kion nahi kartay hein?"
.
.
.
Sardar ji: "Mujhay marnay se darr lagta hai."
.
.
.
Khan sahb: "Mout ka aik din muqarar hai, phir darr kaisa?"
.
.
.
Sardar ji: "Main bhi janta hoon k mout ka aik din muqarar hai, lekin farz karo k meri abhi zindagi hai lekin pilot k marnay ka time aa gaya to?"