TAZA GOBAR - HILARIOUS JOKE

Chehray ki rangat mein nikhar.

Aur keel mahason se nijaat k liey,

Ubtan jaisa tareeqa tark karein,

Aur sasta aur nehayat moassar tareeqa apnaein.

Iss k liye mohallay ki qareebi tareen gaey (cow) se mulaqat karein.

Aur uss ka umda aur taza khushbudar gobat lay k chehray pay laip karein.

Phir dekhna, aap ka yeh nikhar duniya dekhay gi.