CHAAND - HUMOROUS JOKE

Pathan apnay sharabi sost ko raat k waqt ghar lay ja raha tha.
Rastay mein aik pul se guzartay huye sharabi ne darya mien chand ka aks dekh kar apnay dost se poocha:
"Yeh kia hai?"

Pathan: Yeh chand hai.
Dost: Hayen..!! To kia main itna ooper aa gaya hoon?